A sociAl posT
. [10:25pm, 26/06/2016] Ruqqaiya: Ek faqeer fruit wale ki dukan pe gaya,aur
kaha ALLAH ke naam per ek ''Aam
(mango)'' de do... Dukan wale ne usse ek ganda aur sadha
hua Aam de diya..
phir faqeer ne usi dukan wale ko 10
rupee dia aur Aam dene ko kaha tou
dukan wale ne behtareen 2 Aam usse de
diye... Faqeer bahut hairan hua...
Us ne Asman ki taraf dekha aur kaha... YA ALLAH DEKH ISS NE TUJHE KYA DIYA AUR
MUJHE KYA DIYA.... ( Think about it ). Note :
Sadqa, Zakat, Hadiya etc etc main
humesha umda maal aur acchi cheezen
dein, kyunki yeh aap ne Allah ki rah me
diya hai.
YEH MSG CHOTA HAI PAR BHUT BADI SIKH DEGA
Hazrat Ali ne farmaya:
"Hamesha samjhota karna seekho kyunki
thoda sa jhuk jana kisi rishte ka hamesha
ke liye toot jaane se behtar hai.."
-Is par, Aap Sallallaahu Alaihi Wasallam ne farmaya:
"Agar jhuk jaane s tumhari izzat ghat jaye
to Qayamat k din Mujhse le lena.."
Subhanallah..
NABI KARIM (Sallahu Wallaihi Wassallam)
Ne Farmaya : In Mauqoon par Fauran DUA Maango.., Us Waqt DUA Radh Nahi Hogi,
1) Jab dhoop me barish ho rahi ho, 2) Jab
Azaan ho rahi ho. 3) Safar ke dauran.. 4)
Juma k din.. 5) Raat ko ankh khule to uss
waqt.. 6) musibat k waqt.. 7) Farz
namazon k baad.. AAP (Sallahu Wallaihi Wassallam) Ne farmaye: Allah uss ke
chehre ko roshan karae jo hadees Sunke
Aage pahunchata hai." 1)Subhanallah 2)
Alhamdulilah
3)AllahuAkbar Pehle send kardo, Kyunki
jabtak koi yeh MSG Padta Rahega, Jannat me Aap ke Naam ka Paed Lagta rahega,
Dont stop..
[3:50pm, 27/06/2016] Ruqqaiya: *SADQA* sirf *maal* dene se nahi hota balke ye *cheezen* bhi kisi ko dena *Sadqa* hai.
01. *Dua*
02. *ILM*
03. *Mashwara*
04. *Muskurahat*
05. *Madad*
06. *Waqt*
07. *Tarbiyat*
08. *Mushkil* *waqt* me *hosla*
09. *Neki* *ki* *Targheeb*
10. *Burayi* se *rokna*
11. *Narmi* se *baat* karna
12. *Maaf* kar dena
13. *Izzat* dena
14. Kisi ki *khushiyon* me shamil hona
15. *Temaardari* karna
16. *Rastey* se *takleef* *deh* cheez ka hata dena
17. Kisi *bhatke* huye ko *rasta* batana
Behtar hoga agar 1 bar ye msg agay *sadqa* kr den.
*JAZAK* *ALLAH* *KHAIR*
Comments
Post a Comment